jail ka tu resident raha
mulk ka tu president bana
naam hai taira zardari
kaam hai taira gadagarizardari nay sambhalee ab ghardari
aiwan-sadar mai sab nay kee us kee taraf darijab say iqtaydar mai aya hai zardari
america nay tab say kee hai bambarichoro ko milee hai chowkidari
ab daikh kia karta hai zardarinara lagaya “mulk khappay” ka
ab yai mulk ko lay dobain gamazol jajjo ko kia topi pinai hai tunay
ab aur kitnay barahay ga apnay account mai shunay (number 0)
President Zardari’s story unfolded
September 17, 2008 by blogster
